Hindi Movie/Album Name: Boot Polish
Singer(s): Talat, Asha Bhosle
Hindi Lyrics:
T: chali kaunse desh gujariya tu saj-dhaj ke - 2
A: jaaun piya ke desh o rasiya main saj-dhaj ke - 2
T: chali kaunse desh gujariya tu saj-dhaj ke
T: chhalken maat-pita ki ankhiyaan
rove tere bachapan ki sakhiyaan
bhaiya kare pukaar ho
bhaiya kare pukaar na ja ghar-aangan taj ke
A: jaaoon piya ke desh o rasiya main saj-dhaj ke
T: chali kaunase desh gujariya tu saj-dhaj ke
A: door desh mere pi ki nazariya
vo unki main unki sanvariya
baandhi lagan ki dor ho
baandhi lagan ki dor mainne sab soch-samajhake
jaaoon piya ke desh o rasiya main saj-dhaj ke

T: do din jag mein dhoom machaayen
ja ke koi vapas na aaye
khoj khoj thak jaayen ho
khoj khoj thak jaayen do naina chaand suraj ke

No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.